humne apna data card jo ki under warranty me th usko micromax service center hajratganj lucknow me service me diya wahan par humen 10 din ka time diya gaya jub main 10 din bad gaya to wahn pahle to humare sath badtamiji ke sath bartaw kiya gaya aur bahane ban kar dobara 15 dino ka time dekar bhej diya gayaa main fir 15 din bad gaya to humse kaha gaya ki abhi company se nahin aaya hai aap 10 din ke bad aaiye aur humne jub unke sinior se baat karni chahi to mujhe company ka no. dekar jo ki kabhi lagta nahin hai wapas bhej diya gaya main kya karoon mujhe kuch samajh nahin aa raha hai.....?