sir,maine 3rd march ko v1405 mobile liya tha,jiske box par likha hai ki yah 8GB card tak support karta hai, par jab humne 8GB ka card lagaya toh yeh support nahi kar raha tha.after this,maine cus care se baat ki toh unohne bataya ki box par galti se print ho gaya tha,yah 4GB hi support karta hai.

sir maine jab mobile liya tha, maine toh box par likhi hui feature dekh kar hi liya tha aur box seal packed tha.sir plzzzzzz help me