mainai ek car indigo manja jo ki tata ki hai raj moter rohtak sai jan 2010 mai li thee jiski waranti 2 saal or 75000 km ki thee
meri gadi ko 2 year ka samai nahi hua or 42000 km chali hai meri car mai engine mai koi falt aa gaya ahai or tata comp kahtee hai ki aap ki car ki waranty khatam ho gai hai kirpya mughai insaf dilatai huai meri car ko waranty mai theek karwanai mai meri help karai or meri aawaj aapkai madham sai tata comp tak phuchai
name ramparkash 899/8 shyam nagar colony near crk iti jind mobile no 9991853999 ,9416090322 car no HR31-F0779 haryana




Reply With Quote
Bookmarks